IGNOU Query

IGNOU Query

Query :

Hlo guys maine abhi b.a me admission liya hai, koi btaega books knha se purchase karu?

See Reply..
Query :

Dec exam ki datesheet agyi kya?

See Reply..
Query :

IGNOU ki books kitne din baad aati hai???

See Reply..
Query :

January 2022 session ka assignment kab available hoga B-comG ka

See Reply..
Query :

Mera aaj ka paper mis ho gya to kya dec me exam de skti hu nd promotion cancel ho ga ya nhi

See Reply..
Query :

Mera bhic 134 ka result show Nahi ho raha hai

See Reply..
Query :

मैंने MBA Oprations Management me admission liya hai Jul 22 me

NOIDA RC

Exam aur assignment ke liye help chahiye

See Reply..
Query :

Can anyone tell me when will BLIS practicals will take place for jan 2022 session

See Reply..
Query :

Agr frnds kisi n bhi apni assignment written m likhwani ho to btaye ?

See Reply..
Query :

Kya koi MHD (first year) ka student hai jiske assignment k marks update hue hai

Plzz btao mere abhi tak update nhi hue

See Reply..
Query :

मैंने AHE - 01 का प्रोजेक्ट ऑनलाइन 11/07/2022 सबमिट किया था क्या कोई बता सकता है इसके मार्क कब तक अपडेट होंगे

Please halp me

See Reply..
Query :

Main BAG me graduation kr rha hoon mere dec..me 2nd yr ke exam hai but ignou ki books bhut tough aur boring hai main bilkul b bhan se study ni kr paa rha pls meri help kro muje btao main kahan se pdoon????? See Reply..

Query :

Hlo friends, 

Mujhe apna study centre and RC change krna h. Kaise kru? Koi btayega application ka format kaise likhna h?

Exam centre bhut dur hone ki wajah se maine apne exam hi nhi diye. Plz help me for change the RC nd study centre.

See Reply..
Query :

Mera First year me BPSC 131 me 27 marks tha

out of 100 second year me back ka exam diya

phir se 27 marks diye hain answer script dekh k

aisa lag rha hai phle 27 likh diya phir answers

dekhey hain smajh nhi aarha hai 11 exam diye

the is year 10 me pass hu par ye subject clear

nhi ho rha hai what to do exam mera theek hua

tha See Reply..

Query :

Pls help...Mai IGNOU se MBA krna chahti hu kyuki regular kr ni skti itne paise hai nhi...Pr doubt bhi ki agr ignou se krungi tho uski koi value hogi bhi ya nhi...yha koi hai jisne IGNOU se MBA kiya or ab ho achi job kr ra h use job Milne Mai koi preshni tho nhi hui?? Pls btayiye...

See Reply..
Query :

I am July-19 batch B.comG Student. 1st Yr.Promoted. Given 2nd yr exam in march-22 ,and Last yr ka kya hai please guide…Assisgment Kb bnane hai exam kb hai ……Please tell me

 

And and kuchh subject mai fail ho….Please bateye dubara exam kb dena hai ?

See Reply..
Query :

When IGNOU Admission starts?

See Reply..
Query :

What is the process of taking admission in IGNOU

See Reply..
Ask
IGNOU NEWS
Assignment Submission Last Date Extended Till 30 June 2026 Click Here★★★IGNOU June 2026 TEE Date Sheet Released Click Here★★★
Top
📞
Call Support Instant phone assistance
🟢
WhatsApp Chat Fast live messaging
Email Us Business enquiries & support